Politics SMS / Text Messages

Politics SMS / Text Messages

Political / Politics Sms,Policticians Sms Messages

Bush On 14-12-2008

Bush Finally Found Weapon Of Mass Distruction (WMD)In Iraq On 14th December....
The Lethal "10 Number Kay Jootay"

Now He Says "America Will Attack All Those Countries Where 10 Number Shoes Will Be"...
At The End He Said,
Maaliki Muj Ko Bachana Barastay Jooton Say

Submited In : Politics SMS
Characters : 310 | Sms Length : 2
Submitted By Assad From Islamabad ( 11111111111111111 )

Teacher Pathan Sy:
Qatil Kisay Kehtay Hain?

Pathan:
Pata Nahi..?

Teacher:
Agar Tum Apni Biwi Ka Qatal Kar Do To Tum Kya Kehlao Gay...?

Pathan:
"ZARDARI"

Submited In : Politics SMS
Characters : 190 | Sms Length : 2
Submitted By Jahangeer From Karachi ( 03433048849 )

Zardari Ki Zamin Shad Bad
Bijli Aay 8 Ghantay Baad ...

Tu Nishanay Corruption Aalishan
Arz E Zardaristan,Shaad Baad Sindh Abaad ....

Zardari Ki Zamin Ka Nizam
Aaatay, Gas, Bijli Ka Bohran...

Quam, Mulk, Sub-Gharak Nawaz, Wakil Paainda Bad...
Benazir Dunya Say Farar...

Parchamay Sitara-O-Hilal ...
Khoon Main Ranga Sara Saal...

Bhool Apna Maazi Shan-E-Haal, Jaan Ne Istaqlal..
Saya-E-America Sar Pe Sawar

Submited In : Politics SMS
Characters : 459 | Sms Length : 3
Submitted By Tanzeela From Punjab PK ( +92 313 7819 667 )

P O L I T I C I A N ...

One Who Shakes Your Hand Before Elections

And

Your Confidence After ... ;->

Submited In : Politics SMS
Characters : 109 | Sms Length : 1
Submitted By HumAyuN From Multan ( 03216307893 )

Yeh Baat Hum Sab Ko Tasleem Kar Leni Chahiye K Kaheen Na Kaheen Hum Sab Kee Neeyat Mein Khot Mojhood Hai, Agar Aisa Na Ho Zardari(House Of Neeyat Khot) President K Liye Apply Kyun Karey?

Submited In : Politics SMS
Characters : 186 | Sms Length : 2
Submitted By Ateeq U Rahman From Sialkot ( +923016315317 )

Zardari Ka Naya Slogan,

Jeet K Geo Na Haar K Geo,
Yeh Pakistani Hain In Ko Mar K Geo

Submited In : Politics SMS
Characters : 94 | Sms Length : 1
Submitted By Ateeq U Rahman From Sialkot ( +923016315317 )

Channel P Ki Bharpoor Kamyabi K Bad Ab Geo Pesh Karta Hai Geo Z,

Iss Mein Apko Milein Ghey Waadey, Wadey Khilafian, Lollipop Aur B Boht Kuch.

Channel K Slogan Hai,

Pehley Lota Musharaf Tha Aur Ab Zardari Hai, Geo Z Geo Zardari Hai

Submited In : Politics SMS
Characters : 252 | Sms Length : 2
Submitted By Ateeq U Rahman From Sialkot ( +923016315317 )

Kuch Din Pehley Tak Mein Apney Mobile Par Alaram Laga Kar Sota Tha Ta K Subha Prayer K Liye Uth Jayoon Laikin Jab Sey Zardari Nein Sadarat K Liye Ummeedwari Ka Elan Kiya Hai Light Na Honey Kee Waja Sey Mein Azan Sey Pehley Hee Uth Jata Hoon,

Farq To Parta Hai,

"Geo Zardari" Tu Ein Nirri Bemari

Submited In : Politics SMS
Characters : 308 | Sms Length : 2
Submitted By Ateeq U Rahman From Sialkot ( +923016315317 )

Mein Shohrat Ka Talib Naheen,
Mein Protocole Ka Talib Naheen,
Mein Aalishan Bangley Ka Talib Naheen,
Mein Rupeye Jama Karney Ka Talib Naheen,






"Bus Mujhe President Bna Do Baqi Kaam Mein Khud Kar Loon Gha"

Submited In : Politics SMS
Characters : 239 | Sms Length : 2
Submitted By Ateeq U Rahman From Sialkot ( +923016315317 )

Mustafee Ho Gaya Yaro Mush,
Na Kar Paya Kuch B Bush,

Jan Chootey Hai Aik Aamar Sey,
Kyun Na Hon Pakistani Khush

Submited In : Politics SMS
Characters : 124 | Sms Length : 1
Submitted By Ateeq U Rahman From Sialkot ( +923016315317 )